Thursday, April 4, 2013

...ye garmiyan...


garmiyan tab bhi aati thi..
garmiyan ab bhi aati hain...

tab...
6 baje uthkar khelne jaana...
lautte hi swimming ke liye bhaag jaana...
ghar aate hi garma garam naashta milna..
thoos kar khaane ke baad alsaana..
cartoon network aur shaktimaan dekhte..
"khaana kha lo" sunkar "bas 5 minute aur" kehte..
ab..